Sandese Aate Hai Guitar Chords with capo | Border

 Sandese Aate Hai Guitar Chords

This song is sung by  Sonu Nigam and Roop Kumar Rathod.Sandese aate hai Strumming pattern is D DU UDU UDUDUDU Or DDU UDU.Sandese Aate Hai Guitar Chords Border are A Bm E F#m B without Capo & are easy to play.

Strumming Pattern: DDU-UDU
Capo: 2nd Fret 
Category: Hindi Songs Chords
Tempo: 4/4
Orignal Chords: A Bm E F#m B



INTRO

(G) Ho ho ho ho…
(Am) Ho ho ho ho
(G) Ho ho ho
(D) ho ho (G) ho..

(G) Ho ho ho ho…
(Am) Ho ho ho ho
(G) Ho ho ho..
(D) ho ho (G) ho..

CHORUS

(G) Sandese aate hai,,
(G) Humein tadpaate hain 
(G) Jo chitthi aati hai 
(G) Woh poochhe jaati hai 
Ke (Em) ghar kab aaoge ?
(Em) Ke ghar kab aaoge ?
(Em) likho kab aaoge ?
Ki tum bin (Am) ye ghar 
soona, (D) soona (G) hai

(G) Sandese aate hai,,
(G) Humein tadpaate hain 
(G) Jo chitthi aati hai 
(G) Woh poochhe jaati hai 
Ke (Em) ghar kab aaoge ?
(Em) Ke ghar kab aaoge ?
(Em) likho kab aaoge ?
Ki tum bin (Am) ye ghar 
soona, (D) soona (G) hai


MUSIC


(G) (Em) (Am) (D) (G)

VERSE 1

(G) Kisi dilwali (Am) ne
kisi (G) matwali (Am) ne
Hume khat (G) likhaa (Am) hai
Ki humse (D) poocha (G) hai

Kisi ki (A) saanso (G) ne 
kisi ki (A) dhadkan (G) ne
Kisi ki (A) chudi (G) ne
kisi ke (D) kangan (G) ne 

(G) Kisi ke kajre ne..
(G) kisi ke gajre ne..
(G) Mehakti subahon ne
(G) Machalti shamon ne..

(Em) Akeli raaton ne,
(Em) adhuri baaton ne,
(Em) Tarasti bahon ne
aur (Am) puccha hai 
Tarsi (D) nighahon (G) ne

Ke (Em) ghar kab aaoge?
(Em) Ke ghar kab aaoge?
(Em) likho kab aaoge?
Ki tum bin (Am) ye ghar
soona (D) soona (G) hai.

CHORUS

(G) Sandese aate hai,,
(G) Humein tadpaate hain 
(G) Jo chitthi aati hai 
(G) Woh poochhe jaati hai 
Ke (Em) ghar kab aaoge ?
(Em) Ke ghar kab aaoge ?
(Em) likho kab aaoge ?
Ki tum bin (Am) ye ghar 
soona, (D) soona (G) hai..

MUSIC 

(G) (Em) (Am) (D) (G)

VERSE 2

(G) Mohabbat walon (Am) ne
Humare (G) yaaron (Am) ne
Hume ye (G) likha (Am) hai
Ke humse (D) puchha (G) hai..

Humaare (A) gaon (G) ne
aam ki (A) chhaao (G) ne
Purane (A) peepal (G) ne
baraste (D) badal (G) ne

Khet (G) khaliyaanon ne,
(G) Hare maidaanon ne
(G) Basanti belon ne,,
(G) jhoomti belon ne

Lachakte (Em) jhulon ne,
(Em) Behekte phoolon ne
(Em) Chatakti kaliyon ne
aur (Am) poochha hai,,

Gaaon ki (D) galiyon (G) ne
Ke (Em) ghar kab aaoge ?
(Em) Ke ghar kab aaoge ?
(Em) likho kab aaoge ?
Ki tum bin (Am) gaaon
soona, (D) soona (G) hai..

CHORUS

(G) Sandese aate hai,,
(G) Humein tadpaate hain 
(G) Jo chitthi aati hai 
(G) Woh poochhe jaati hai 
Ke (Em) ghar kab aaoge ?
(Em) Ke ghar kab aaoge ?
(Em) likho kab aaoge ?
Ki tum bin (Am) ye ghar 
soona, (D) soona (G) hai


(G) Ho ho ho…
(Am) Ho ho ho ho..
(G) Ho ho ho
(D) ho ho ho (G) ho..

(G) Ho ho ho …
(Am) Ho ho ho
(G) Ho ho ho…
(D) ho ho ho (G) ho…

VERSE 3

(G) Kabhi ik (D) mamta ki
pyaar ki (G) ganga ki
Jo chitthi (D) aati hai,
saath voh (G) laati hai
 
Mere din (A) bachpan (G) ke
Khel wo (A) aangan (G) ke..
Woh saaya (A) aanchal (G) ka
Woh (D) teeka kajal (G) ka..

(G) Woh lori raaton mein
(G) Woh narmi haathon mein
Woh (G) chaahat aankhon mein
(G) Woh chinta baaton mein

Bigadna (Em) oopar se,,
(Em) Mohabbat andaar se
(Em) Kare wo devi maa

Yahin har (Am) khatt mein
Pooche (D) merii (G) maa..

Ke (Em) ghaar kab aoge?
(Em) Ke ghaar kab aoge?
(Em) likkho kab aaoge?

Ki tum bin (Am) aangan
soona,, (D) soona (G) hai…

CHORUS AGAIN

(G) Sandese aate hai,,
(G) Humein tadpaate hain 
(G) Jo chitthi aati hai 
(G) Woh poochhe jaati hai 
Ke (Em) ghar kab aaoge ?
(Em) Ke ghar kab aaoge ?
(Em) likho kab aaoge ?
Ki tum bin (Am) ye ghar 
soona, (D) soona (G) hai

VERSE 4

Aae (G) guzarne wali (C) hawa (G) bta
Mera (G) itna kaam (C) karegi (G) kya ?
(G) Mere gaon (D) jaa,,

Mere (G) dos…(D)ton ko (G) salaam de

(G) Mere gaaon mein hai jo (C) woh (G) gali
(G) Jahan rehti hai meri (C)dil..(G)ruba
Usse (Am) mere pyar ka (D) jaam de
Usse (Am) mere pyar ka (G) jaam de

Wahin (Gm) thodi (G) door hai (D) ghar (G) mera
Mere (Gm) ghar mein (G) hai meri (D) budhi (G) maa
Mere (C) maa ke pairon ko (F) choo ke (G) tu
usse (C) uske bete ka (F) naam (G) de

Aye (G) guzarne wali (C) hawa (G) zara
Mere (G) dosto, meri (C) dil.. (G)rubaa,
Meri (Gm) maa ko (G) mera (D) payaam (G) de
Unhe (Gm) jaake (G) tu ye (D) payam (G) de.. 

CHORUS

(G) Main wapas aaunga,,
(G) Main waapas aaunga,,
(G) Phir apne gaon mein,,
(G) Usiki chhaon mein,,
(G) Ke maa ke (Em) aanchal se,,
(Em) Gaon ke peepal se,,
(Em) Kisike kajal se,,
Kiya jo (Am) wada tha
(D) wo (G) nibhaunga 

OUTRO

(G) Mai ek din aaunga..
Mai (G) ek din aaunga..
(G) Mai ek din aaunga..
(G) Mai ek din aaunga..
(G) Mai ek din aaunga..
Mai (G) ek din aaunga..
(G) Mai ek din aaunga..
(G) Mai ek din aaunga
..


Song Credits:

Movie: Border
Singer: Roop Kumar Rathod and Sonu Nigam
Lyrics: Javed Akhtar
Music: Anu Malik
Label: Venus Music

Sandese Aate Hai Guitar Chords Border

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ